Friday, 22 February 2013

Zindagi...


Jo milke bhi kho jaye, wo sapna hai
Pas bulane pe bhi na aaye, wo kaha apna hai?
Zindagi to bas khone-paane ki kahani hai
Kisi ko paane par bhi dukh hai
Kisi key khone pe bhi hairaani hai

2 comments: